In hawaaon mein doobe tere

Khwaab bacha loon saare
Apni aankhon se main tere
Ashq bahaa doon saare

Tere liye..

Bas tere liye (bas tere liye)
Khudko bhi main haar doon
Meri khushi (Meri khushi)
Mere saare gham (Mere saare gham)
Tujhpe hi main vaar doon
Ek aansu tera..
Girne na main doon kabhi
Tera naseeb main yun sawaar doon

Main jee raha tere liye

Tere liye.. (Tere liye)
Mar jaaunga tere liye
Tere liye…

Main jee raha tere liye

Tere liye.. (Tere liye)
Mar jaaunga tere liye
Tere liye… (Tere liye)

O o o..
Maine zindagi ye apni

Tere naam ki hai
Saaya tera banke rahu
Ye hi thaan li hai

Tujhpe jo guzre woh hi

Mujhpe hai guzre
Meri har saans ne ab
Teri maan li hai

Ban ke saaya tera

Tujhse main aage chalun
Tera naseeb main yu sawaar du

Main jee raha tere liye

Tere liye.. (Tere liye)
Mar jaaunga tere liye
Tere liye…

Main jee raha tere liye

Tere liye.. (Tere liye)
Mar jaaunga tere liye
Tere liye… (Tere liye)

Ishq ka bhi ishq hai

Kaafir main dekhun ishq ko
Kaise tadpe kaise roye
Ishq apne ishq ko

Ishq jo hua hai kaamil

Rasta tu hi hai
Tohmaton ki bheed mein bhi
Aasara tu hi hai

Sajdo mein jaakar manga

Jo bhi us Khuda se
Meri in duao ka ab
Raabta ab tu hi hai

Honthon se ye hansi

Kaure* mana doon teri
Tera naseeb main yun sanwaar doon

Main jee raha tere liye

Tere liye.. (Tere liye)
Mar jaaunga tere liye
Tere liye…

Main jee raha tere liye

Tere liye.. (Tere liye)
Mar jaaunga tere liye
Tere liye… (Tere liye)

O o o..
Tere saath se hi toh ye

Paayi maine zindagi
Meri har kami ko to
Tu hi laazmi he

Dard jo bhi aaye tujhpe

Unko rok loon main
Meri har khushi ab maine
Tere naam ki hai

Ek aansu tera

Girne na main doon kabhi
Tera naseeb main yun sawaar doon

Main jee raha tere liye

Tere liye.. (Tere liye)
Mar jaaunga tere liye
Tere liye…

Main jee raha tere liye

Tere liye.. (Tere liye)
Mar jaaunga tere liye