khaamoshi kaisi hai ye khaamoshi

ek ajeeb bazaar hai duniya
gham haste le aao
mall khushi ka pass na ho to
gham saste le aao

paron bina jo dekha panchi jo
mujjhko meri yaad aayi

maine kaha apna koyi
ek bhi awaaz na aayi

jin par marhayi baat apni
woh hont dikhaun kisko

mujhe log kahein tumhe dard kis ka
naam bataun kisko

tera naam btau kisko
ye haal sunau kisko

 main tera naam btau kisko
ye haal sunau kisko

khaamoshi kaisi hai ye khaamoshi

tej hawa ke zor pe ho jo
tinka mile woh kahan